Search My Blog

Monday, April 11, 2011

baad

kaanto main bhi phool aate hain bahar jaane ke baad..
hum kya kare unhe yaad aate hain chale jaane ke baad.





neta ne bhasan diya mike ke hatne ke baad.
hamne bhi baja di taliyan jute bajne ke baad..

jaldi kitani thi ghoonghat uthaoon pardanashi ka shadi ke baad..
jhatka aisa laga kaya kahoo mooch wali dulhan dekhane ke baad.




No comments:

Post a Comment