kuch log mar kar bhi nahin mara karte.
aise karam wo kar jaate hain.
janaza unka nikalata hai, wo nahin marte.
par praan hamare mar jaate hain.
(to our Martyrs)
surya ne shayad od li bechargi hai. badalon ne suru kari ye awargi hai dilli ki sardi ne kiya sard hi sard hai. kya aur likhe hathon main dard hai.
kash is doop ki surya se dosti ho jaaye.
budhe manush ki jaan kash bach jaaye.
yaaron yahi dilli ki sardi hai. par isne abke had kardi hai.